Facebook Marketplace par sell karna easy hai Sabse pahle to aap Facebook kholie Facebook ke top right mein kai shortcut options milenge usmai se apko market place per click Karna h phir Sell button top per jo hai usko click Kijiye Sell par click karne ke bad aap aapke product ka title uski price aur category ko select Kijiye phir Agar vah product ke photos aapke gallery mein hai to gallery mein se photos post Kijiye ya phir aap photo bhi product click kar sakte ho yeh sab complete karne k baad aapko publish button press karna hai aur aapka product market place per list ho jaega. Marketplaced hone ke bad aapko apna listing check karna hai To fir aapko Marketplace open karna hai FIR your listings per type karna hai aap Agar Chahe to Aapka listing Wapas se edit kar sakte hain aur replace bhi kar sakte hain and then save. Agar aapko Marketplace ka option nahi mil raha to Facebook ke bottom right mein jakar See More per click Kijiye and then uspe your listings par click kijiye.