Phir menu ke bottom of the app mai , Reels icon select krlo (which looks like a clapperboard) beech Mai!
Phir aap reels Scroll kro jb tkk aapko vo reel na mile jise aap share krna chahte ho.
Phir left mai share icon pr click kro (paper plane jaise dikh rha hoga).
Phir pop-up menu mai, “Add reel to your story” pr click kro!
Ek baar aapki reel story pr appear ho jae then aap jaisa post krna chahte ho vaisa krlo # Filter lgaa ke! Aur jbb you’re finished, toh “Your Story” pr click kro jisse aap apni story pr add kr sko, “Close Friends” pr jb aap apne khaas dosto se share krna chahte ho’ or “Send To” agr kisi specific person or group chat pr share krna ho toh !
Instagram ke home page par niche 5 option mein se center wala play wala option click karna hai uss par right side mein camera rahega uss per click karna hai phir aap apni reel ya to record kar sakte hain ya phir left side mein Apne gallery mein se already video Jo banaa Hua Hoga usko aap add kar sakte hain aur Apna trending ya favourite song background mein aap select Karke Dal sakte hain aur dusre filters Ke Bhi option Rahenge to aap usse bhi use kar sakte hain approximately 15 se le ke 60 seconds tak ki reels banti hai aap clip ko edit bhi kar sakte ho edit karne ke bad aur Sare effects dalne ke bad aap apni reel ko preview bhi kar Payenge so preview pe click Karoge and then next per click karna hai aapke reel ke liye cover photo ek select karna hai and aapko Kisi Ko tag karna ho to aap tag bhi kar sakte ho and then share.
Phle aap Instagram app open kro apni device pr!

Continue apna Reels bnana !!📹